Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil Haara
HomeDil Haara
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


badalo badalo barso nayan ki kor se bijliyaan kadkoundh gayi ki or se ooooo badalo barso nayan ki kor se aye ghatao garjana ko tham lo aye ghatao garjana ko tham lo aaj mere karun swar se kaam lo ooooo oooo ooooo aaj mere aaj mere karun swar se kaam lo bandh gaya saawan nayan ki dor se badalo badalo barso nayan ki kor se zeher ko amrit samajh kar pee rahi zeher ko amrit samajh kar pee rahi neen jal bin deen ho kar jee rahi praan tadpe bhagya ke jhakjor se badalo badalo barso nayan ki kor se bijliyaan kadkoundh gayi ki or se ooooo badalo barso nayan ki kor se
badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye par kismat ki ik thokar se par kismat ki ik thokar se sab maati mein mil jaaye re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle hans hans jeevan kaat le manwa hans hans jeevan kaat le manwa sukh ko khel tu dukh ko jhel tu are oooooh ooh oohoh jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera iss jhute jag mein ae manwa iss jhute jag mein ae manwa kya tera kya mera re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikana re badle
dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar ghum de gayi mohaabat ghum de gayi mohaabat ek baar gunguna kar ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar palkon pe kaanpte hain toote huye sitaare palkon pe kaanpte hain toote huye sitaare phir yaad aa rahe hain behke huye nazaare phir yaad aa rahe hain behke huye nazaare jo chhup gaye nazar se jo chhup gaye nazar se toofan e ghum utha kar ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil mein machalne wale toofan so gaye hain dil mein machalne wale toofan so gaye hain armaan zindagi ke ruposh ho gaye hain armaan zindagi ke ruposh ho gaye hain khamosh ho gayi hain khamosh ho gayi hain abb shama jhilmila kar ek baar muskura kar ek baar muskura kar dil reh gaya humara ek baar muskura kar ek baar muskura kar viraniya chaman ki taqdeer ban
aaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa zindagi ka kuchh bhi matlab hoooo oooo zamane ke liye din hai aane ke liye aur jaan jaane ke liye kisliye honthon pe hon din rat ye khamoshiyaan geet jab laakhon bane hain gungunane keee ee liyeee hooo oooo oooo ooooo dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani tere mere pyaar pe aayi jawaani tere mere pyaar pe aayi jawaani dilbar dil jaani ha ha dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani are dilbar dil jaani ho ho ho ho dilbar dil jaani tere mere pyaar pe aayi jawaani tere mere pyaar pe aayi jawaani dilbar dil jaani hooo dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani are dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani dillagi mein lagi aag paani mein le liya de diya dil naadaani mein dillagi mein lagi aag paani mein le liya de diya dil naadaani mein khubsurat hai badi lekin yeh naadaani are khubsurat hai badi lekin yeh naadaani ho ho ho dilbar dil jaani ha ha ha ha dilbar dil jaani dilbar
dilbar haan dilbar dilbar haan dilbar dilbar haan dilbar dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare lehri naino waale lehri lehri naino waale naino waale naino waale naino waale are haa haa yek yek din ginti rahoon sada hoooooo jab se main tujhpe huyi fidaa hoooooooo sunta hai re baboouaa tu hi mera na hua nahin jag mein kya nahin hota re hey hey dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare dilbar dil se pyaare hoooooo tak tak rahoon chunari hari hari hoooooooo dikhlaaun baiyaan bhari bhari hoooooooo mohe chhoo le sajnaa gussa kyun hai itnaa jo marr rahi ussko kyun maare hey hey dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re saari duniyaa haari humse hum tujhpe dil haare lehri naino waale lehri lehri naino waale naino waale naino waale naino waale hoooo ooo oo nas nas meri sulge aise piyaa
dilbar dilbar kehte kehte hua deewana aankh mein meri jhaank ke dekho jaane jaana kaun tumhara apna hai aur kaun begaana ho meri jaan zara pehchaan ho meri jaan zara pehchaan dilbar dilbar sunte sunte huyi deewani haaye re kiss manzil pe aa ke ruki kahaani bol mere dil kiss se hai ab preet nibhani phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan ab husn ishq ka sangam ho jaane de aagosh mein apni jaanam kho jaane de ye mel hai dil se dil ka koi khel nahin do dil na agar mil jaayen wo mel nahin hoooo ooo ooo ooo ooo mar gayi mar gayi ab kya karun main haaye re muhabbat chidiya krun main usse milun ya iss se milun main hoooo oooo oooo ooo phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan phansi hai jaan ye zulf teri aawaara hoye kya kehna mujhe loot liya dildaara haaye kya kehna jo pyaar kare ye uska andaaz nahin parwaane ke jalne mein aawaaz nahin hoooo oooo oooo ooo oooo kaisi mushkil aan padi hai do raahe pe preet khadi hai kiss zaalim se aankh ladi
aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa tere geeton ki main deewani o dilbar jaani tere geeton ki main deewani o dilbar jaani tune kahi aur maine maani o dilbar jaani tune kahi aur maine maani o dilbar jaani kya hai ye jism kya jawani o dilbar jaani kya hai ye jism kya jawani o dilbar jaani lele tu sari zindgani o dilbar jaani lele tu sari zindgani o dilbar jaani gul to kya gulsitan tujh ko de doon anchal to kya aasman tujhko de doon haaaa aaaa aaaa gul to kya gulsitan tujh ko de doon anchal to kya aasman tujhko de doon raten kar dungi main suhani o dilbar jaani raten kar dungi main suhani o dilbar jaani tune kahi aur maine maani o dilbar jaani tune kahi aur maine maani o dilbar jaani haaaa ghar mere aaja leke shehnai door karungi main teri tanhai aaaaaa aaaaaaaaa ghar mere aaja leke shehnai door karungi main teri tanhai phir main banungi teri rani o dilbar jaani phir main banungi teri rani o dilbar jaani tune kahi aur maine maani o dilbar jaani tune kahi aur maine maani o
dilbar jaani chali hawa mastaani aahaa haa dilbar jaani chali hawa mastaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani pyaar mein din aise beete jaise beete pal pyaar mein din aise beete jaise beete pal jaane kab shaam hui deep gaye jal sun mere pyaare hmmm humm humm hmmm aahaa haa sun mere pyaare ye hai teri meharbaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani saare soye tu kyun jaage saathi kya hai baat saare soye tu kyun jaage saathi kya hai baat o jungle ke raja aaja soja ho gayi raat meethe meethe sapne le aayi nindiyaa raani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani hanste khelte guzre ye zindgani dilbar jaani chali hawa mastaani
dilbar mere kab tak mujhe aise hi tadpaaoge main aag dil mein lagaa doongaa wo ke pal mein pighal jaaoge dilbar mere kab tak mujhe aise hi tadpaaoge main aag dil mein lagaa doongaa wo pal mein pighal jaaoge ek din aayegaa pyaar ho jaayegaa ho ho ho main aag dil mein lagaa doongaa wo ke pal mein pighal jaaoge sochoge jab mere baare mein tanhaiyon mein gheer jaaoge aur bhi meri parchhaiyon mein sochoge jab mere baare mein tanhaiyon mein gheer jaaoge aur bhi meri parchhaiyon mein dil machal jaayegaa pyaar ho jaayegaa dilbar mere kab tak mujhe aise hi tadpaaoge main aag dil mein lagaa doongaa wo ke pal mein pighal jaaoge dil se milegaa jo dil to mahkane lagoge tum meri baahon mein aa ke bahkane lagoge dil se milegaa jo dil to mahkane lagoge tum meri baahon mein aa ke bahkane lagoge hosh kho jaayegaa pyaar ho jaayegaa dilbar mere kab tak mujhe aise hi tadpaaoge main aag dil mein lagaa doongaa wo ke pal mein pighal jaaoge ek din aayegaa pyaar ho jaayegaa ho ho main aag
aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa main to tere pyaar mein deewana ho gayaa main to tere pyaar mein deewana ho gayaa dilruba ye bata kya karun tere siwaaaaaa main to tere pyaar mein deewana ho gayaa main to tere pyaar mein deewana ho gayaa aa aa aaa aa aaaa aaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aa aa aa aa aaaaa ni sa ga re ni sa dha ni pa ga ma pa ga ma pa ni ni dha ni sa dasne lagi hain mujhe kyun ye tanhaiyan har pal mein dekhun bus teri parchaiyaaan rab di kasam main to jana tere pyaar mein bhale mar jaaun par sahun na judaaiyan jaan e jaan mehrbaan bin tere jaaun kahaaan main to tere pyaar mein deewana ho gayaa main to tere pyaar mein deewana ho gayaa dilruba ye bata kya karun tere siwaaaaaa main to tere pyaar mein deewana ho gayaa ni sa ga re sa pa ma dha pa ma sa re ga ma pa ni sa sa ga re ni sa sa sa sa sa sa ni sa ga re ni sa sa sa khaana nahin pina nahin tere intezar mein rog ye anokha mila mujhe tere pyaar mein tadpun main tere bin ghadi ghadi palchhin uljha ke chhoda tune
dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen tu hi hai meri yaadon ki baahon mein tu hi hai mere sapnon ki raahon mein tu hi to hai jisne dil ko di hai ye kahaniyaan tu hi to hai jisne dil ko di hai ye nishaaniyaan tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai tera mera jo pyaar hai pyaar ye zordaar hai pyaar ye zordaar hai dilruba dil nasheen maah tu maah zabeen hum nawaa hum nasheen hum tere hum ko yakeen de re re naa naa re de re na na na na re naaaa naaaa re tu hi to meri haar hai jeet
dilruba aa meri baahon mein aa dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya mausam ne jaado kiye itni khushi kis liye mausam ne jaado kiye aaj shaam tu mere paas hai tu paas hai phir bhi piyaas hai is piyaas mein pyaar ka hai mazaa tujhko nahin ye pata dilruba do din zamaana hai ye achha bahaana hai ye do din zamaana hai ye ye bahaar to chali jaayegi chali jaayegi phir waapas aayegi rut ke issi aane jaane mein hi jeevan guzar jaayega dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe hooo hooo hoooo hooooooooo dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa haaye hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe aaaa haaa haaaa haaaaaa kya bataun kya dil ka haal hai jis ghadi se mile ho jaise saikadon bijliyaan giri aur jal uthe hum dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa haaaa hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe hooo hooo hoooo hooooooooo ang ang mein meetha dard hai jhatpataaye mera dil ek dafaa mein hi qatal kar de tu mujhko mere qaatil dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe hooo hooo hoooo hooooooooo aaj dil ke tum itne paas ho jaise meri dhadkan ek aaj se apne jismon jaan ek apne tan mann dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa hoooo hum bhi to aag mein jalte rahe pyaar ke sholon pe chalte rahe aaaa haaa haaaa haaaaaa
dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya kabhi phoolon mein guzaari kabhi kaanton mein jiya dil diya dard liya dil diya dard liya zindagi aaj bhi hai bekhudi aaj bhi hai pyaar kehte hai jise wo khushi aaj bhi hai maine din raat mohabbat ka teri jaam piya dil diya dard liya dil diya dard liya dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya kya kahoon tere liye maine aansoon bhi peeye kabhi khaamosh rahaa kabhi shikawe bhi kiye kar liya chaak garebaan kabhi daaman ko siyaa dil diya dard liya dil diya dard liya dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya pyaar ki jaan hai tu dil ka armaan hai tu kaun duniyaa se dare jab nigebaan hai tu apni kashti ko sahaare pe tere chhod diya dil diya dard liya dil diya dard liya dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya dil diya dard liya dil diya dard liya kabhi phoolon mein guzaari kabhi kaanton mein jiya dil
kaun ye aaya mehfil mein bijli si chamki dil mein ujlaa mukhda kala til honth gulaabi jaise dil rang e badan tauba tauba tu na mili to kya hoga haaye hoooo dilrubaa meri neeta le ke mera dil yun tune aankh jhuka li kyun tune tune yahi socha hoga sunti hai mehfil kya hoga kya hoga ye kiss ko padi hosh kahaan jab aankh ladi aankh ladi dil haar diya teri adaa ne maar diya haayeeee ooooo dilrubaa meri neeta pyaar kiya hai to phir nibhana aaj khul ke yun aankh milana dekhta rahe munh ye zamana oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo jaise gire shamma pe parwana tu bhi aa jaa kya karega zamana jaise koi tootta hai sitara jhoom ke aa tham le haath humara jaise koi mauj uthe bal kha ke aa jaa aa jaa aa bhi jaa lehra ke haayeeee ooooo dilrubaa meri neeta tu jo hai meri baahon mein jalte hain deepak raahon mein jalte hain deepak raahon mein khaabon ki basti hai zameen aaj hai duniyaa kitni haseen aaj hai duniyaa kitni haseen dil se dil ka saath rahe jeevan bhar ye raat rahe
hey dola re dola re dola re dola hey dola re haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan hooooo aayeee hey dola re dola re dola re dola haai dola dil dola mann dola re dola hey dola re dola re dola re dola haai dola dil dola mann dola re dola lag jaane do nazariya gir jaane do bijuriya lag jaane do nazariya gir jaane do bijuriya baandh ke main ghunghroo pehan ke main paayal hoo baandh ke main ghunghroo pehan ke main paayal ho jhoom ke naachoongi ghoom ke naachoongi dola re dola re dola re dola haai dola dil dola mann dola re dola hey dola re dola re dola re dola haai dola dil dola mann dola re dola haay haay haay aye aye maathe ki bindiya mein wo hai hm palkon ki nindiya mein wo hai tere to tan mann mein wo hai teri bhi dhadkan mein wo hai choodi ki chhan chhan mein wo hai kangan ki khan khan mein wo hai choodi ki chhan chhan mein wo hai kangan ki khan khan mein wo hai baandh ke main ghunghroo haan pehan ke main paayal ho baandh ke
dolare dhumaram dekhore are are anare bapure jhoomore jamajham naachore hurrey hurrey anade oopire are pillagali palikinda sannayi paatalaaa are kallalona kulikinda harivillu ladila hey kinda ameeda choodanantu sandadedo aaganantu bongarala gingiraala tandanaalu reguvela dolare dhumaram dekhore are are anare bapureee manintilo vedukaaaa minnantata hangaama kalyaname choodagaaa kangaru kaligiddamu jagaalake chaatagaaaa juvvalni yegareddama chuttaluga cheragaaa chukkalni digamandama deevali raavali pagale ilaaaaa rangeli regali naluvaipulaaa ningi nela yekamaina ranga ranga vaibhavaala chengu chengu chengumantu chindulaata saaguvela dolare dhumaram dekhore are are anare bapureee poddekkina levakaa bojjokumaa paapaayi nettikki thokkethanam atthintilo aapeyi kurrallatho dhituga kungfulavi maneyi yennalle ee vaalakam illaluga adugeyi ammayyelogane ammayivai theerantaa maarchali aarindavai pilladaana nee badayi chelladinka aakathayi allaranta ikkadodilu pallakini
teler shishi bhanglo bole khukur pare rag karo tomar je sab buro khoka bharot bhenge bhag karo tar bela tar bela tar bela teler shishi bhanglo bole khukur pare rag karo tomar je sab buro khoka bharot bhenge bhag karo tar bela tar bela tar bela bhangchho pradesh bhangchho jela jami jama ghar bari bhangchho pradesh bhangchho jela jami jama ghar bari pater arot dhaner gola karkhana ar relgari tar bela tar bela tar bela teler shishi bhanglo bole khukur pare rag karo tomar je sab buro khoka bharot bhenge bhag karo tar bela tar bela tar bela chayer bagan kayla khoni college thana office ghar chayer bagan kayla khoni college thana office ghar chair table deyal ghuri piyon police professor juddho jahaj jongi mator kaman biman ashsho ut juddho jahaj jongi mator kaman biman ashsho ut bhaga bhagir bhangabhangir cholchhe jeno hori lut tar bela tar bela tar bela teler shishi bhanglo bole khukur pare rag karo tomar je sab buro khoka bharot bhenge bhag karo tar bela tar bela tar
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye dil aur unki nigaahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye ye dil aur unki nighahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm pahadon ko chanchal kiran chumati hai pahadon ko chanchal kiran chumati hai hawa har nadi ka badan chumati hai hawa har nadi ka badan chumati hai yahaan se wahaan tak hain chahon ke saaye yahaan se wahaan tak hain chahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye lipate ye pedon se badal ghanere lipate ye pedon se badal ghanere ye pal pal ujaale ye pal pal andhere ye pal pal ujaale ye pal pal andhere bahot thande thande hain raahon ke saaye bahot thande thande hain raahon ke saaye ye dil aur unki nigaahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye mujhe gher lete hain baahon ke saaye laa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Badalo Barso Nayan Ki Kor Se Sampoorn Ramayan (1961) 03:20 37622
 
Poster of Sampoorn Ramayan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha
Raag- 
Malhar
Duration : 03:20   Song Number : 37622   

Badle Rang Zamaana C H Atma 03:21 36575
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:21   Song Number : 36575   

Dil Reh Gaya Humara Chandan Dass 05:56 32528
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 05:56   Song Number : 32528   

Dilbar Dil Jani Hum Hain Lajwaab (1984) 05:24 36379
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Huma Khan
Duration : 05:24   Song Number : 36379   

Dilbar Dil Se Pyaare Caravan (1971) 04:47 20382
 
Poster of Caravan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 04:47   Song Number : 20382   

Dilbar Dilbar Kahte Haseena Maan Jayegi (1968) 05:35 13324
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Babita
Duration : 05:35   Song Number : 13324   

Dilbar Jaani Prem Geet (1981) 04:51 36783
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 04:51   Song Number : 36783   

Dilbar Jaani Chali Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 04:16 11858
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 04:16   Song Number : 11858   

Dilbar Mere Kab Tak Mujhe (new) Satte Pe Satta (1981) 04:20 17956
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Hema Malini
Duration : 04:20   Song Number : 17956   

Dilruba Kailash Kher 03:59 16908
 
Poster of Kailash Kher
 
Category
Sufi
Lyricist
Kailash Kher
Music Director- 
Kailash Kher
Singer- 
Kailash Kher
Duration : 03:59   Song Number : 16908   

Dilruba Namastey London (2007) 05:36 11150
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 05:36   Song Number : 11150   

Dilruba Aa Meri Baahon Mein Aa Yehi Hai Zindagi (1977) 06:39 31096
 
Poster of Yehi Hai Zindagi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Seema Deo
Duration : 06:39   Song Number : 31096   

Dilruba Dil Pe Tu Rajkumar (1964) 05:42 12177
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:42   Song Number : 12177   

Dilruba Maine Tere Dil Diya Dard Liya (1966) 04:21 13094
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:21   Song Number : 13094   

Dilruba Meri Neeta Dil Deke Dekho (1959) 03:22 20348
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 03:22   Song Number : 20348   

Dola Re Dola Devdas (2002) 06:37 17928
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Duration : 06:37   Song Number : 17928   

Dolare Damadam Vaana (2008) 04:13 10382
 
Poster of Vaana (2008)
 
Category
Telugu
Year- 
2008
Music Director- 
Kamlakar
Singer- 
Ranjith
On Screen Actors- 
Vinay, Meera Chopra
Duration : 04:13   Song Number : 10382   

Teler Shishi Bengali Nursery Songs 02:52 11577
 
Poster of Bengali Nursery Songs
 
Duration : 02:52   Song Number : 11577   

Ye Dil Aur Unki Nigaahon Ke Saaye Prem Parbat (1973) 06:16 21433
 
Poster of Prem Parbat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:16   Song Number : 21433